Here comes Quality scanned tenth episode of requested social/romantic urdu novel “Aks By Umera Ahmed” from May 2012’s Pakeeza Digest.
*~*~*———-*~*~*
Click Here to continue reading
Aks by Umera Ahmed
*~*~*———-*~*~*
loading...
Read Free Urdu Books, Novels & Stories By Umera Ahmed
zainab
Apr 28. 2012
very nice story…..
mehmood afzal
Apr 29. 2012
i really like it …… soooooooooooooo nice
zainab
Apr 30. 2012
So now Chidiya z going to reopeh the case for her Nana…….
samana samana
Apr 30. 2012
is episode ko yahan khatam nahi hona chahiye tha ye ziadti hai. umera ahmed k is novel ne mujhe buht kuch sochnay per majboor kia hai but more than any thng else its the fact that kuch cheezain sirf sarab hoti hain aap dekhtay kuch hain hota kuch aur hai aur ye main ne story se nahi balkay is ki constitution se seekha hai. i must say that for the first time i have truly accepted umera ahmed’s talent as an author.
sana
May 01. 2012
MInd blowing aala:)
realy good.waiting for next one.this episode explore alot.::(
iman murtaza
May 01. 2012
wowww….v niceeee…so finally aks is chirya nd aibak is sherdin…waitng for noext..
atia
May 01. 2012
betreen kirdar kherdin ka hai aik bahimmut shakhs ka
Gul Afridi
May 02. 2012
Hi Friends,
Ajeeb Baat hai, lagta hai, Umaira jee sey characters men kuch hair phair ho gai ha, wahi shairdil ki daughter Chirhiyya ke sath parhti hai aur phir wo barhi ho kar shairdil ke sath training karti hai, ye kya hai yaar, shair dil usse apni beti se door karta hai, uss ki wajah sey transfer karwata hai, uski izzat pe attack karta hai, aur phir 26 saal key baad ussi sherdil ke sath chirhya (Aks Murad ali) training karti hai, kuch samajh nahen aya, wesey tu Umaira Ahmed ke novels men men ney ye cheez kabhi note nahen kee, but iss dafa shayad episode me first time likh rahen hen shayad iss wajah sey yeh mistake ho gai hai, Kya app logon ne bhi ye feel kya hai novel men, pls meri ye uljhan khatam karo yar kya men ney sahih note kya ya ghalt
riji
May 02. 2012
uffffff…..zabardast..ilfaz nai hain..kia kahun..
riji
May 02. 2012
hair phair nai hui….barby doll actually shehar bano thi,chirya aks hai or sherdil aibak…sher bano k baap ne aks k sath aisa kia tha..
Farah
May 02. 2012
Very nice episode
Farah
May 02. 2012
Gul afridi ap jesi confusion mjhey bhi thi… Is lye mein ne yeh 10 episodes dubara parhay… Phr mjhey clear hua k chirya jis barbie doll k sath parh Rahi thi woh aibak ki cosin thi… Jis ne chirya k sath bura Kia wo aibak k uncle shahbaz thay… I hope it’s clear to u now… 🙂
maryam pasha
May 02. 2012
a mind blowing novel… mene umera ahmed ki stories se bht kuch sekha ha…
zubair khalil
May 03. 2012
no comments hats off for UMERA AHMED a great name a Legend writer of our country
Amazing….
zubair khalil
May 03. 2012
if u have been read these 10 episodes properly wid attentions u never go for it again its very clear and thhats the talent of writer which makes her
INDIVIDUAL frm others
tamsila
May 04. 2012
aks kon hai and jo cherya bachi thi wo he aks hai tu sher dil ki beti ke dost kon thi ya bat kuch samaj mein nahi ay plz samja do k sher dil mean abak kon tha etc
sidra
May 05. 2012
but who has written the GUZISHTA IQSAAAT KA KHULAASA….IN which there is written aibak ,sherdill ki choti behan aaizaa ka beta hai…… zara ghor se parhain…
tasnim arif
May 05. 2012
very nice………..novel I love umeria novels…………
Mominoor94
May 08. 2012
Zig zag but vary wonderful story
Rizwana Ibrahim
May 09. 2012
AWASOME wow AMAZING
Ammara
May 09. 2012
Yaar tajassos ho raha hay mjhay kia karoon agay ka kaisay parhoon intezar nahi ho raha
IMAN
May 11. 2012
Aslam o alaikum!
woh sab log jinhe confusion ho rahi hai un k liye
yeh story start hoti hai jab chirya aur uska nana dc k ghar me rehte hain.jis ki beti hai jo bari ho kar shairdil Aibak ki wife banti hai.Wo bachi jise chirya(Aks Fatima) barbie doll keh kar pukarti hai and baad me aks hi shairdil ko us se shaadi k liye raazi krti hai.
Dc jisne aks aur uske nana k sath bura salook kiya tha woh aibak shairdil ka uncle tha, aur shairdil ki wife us k usi uncle k beti hai.
U siddiqui
Jan 18. 2014
Excellent novel!
Ashna meerum
Dec 26. 2015
First I have doubt but now I know that I have also a Humyra Ahmad in myself after read your novels
Piease pray 4me Allah give ma successssses
Khushi Khan
Sep 03. 2016
best novel tha i read it